Dear Bhavya ❤️
Our journey together, in memories and words
DO YOU REMEMBER THE DAY WHEN WE MEET?
Dear Bhavya, maine tumhe bahot pyar kiya hai or aage karta rahunga! kash tum bhi mujhse karti lekin tumhe pata na kya hoagya hai ki tum mujhse bolna hi nahi chahti hamlog kitne ache se khush the lekin pata nahi kya tha jo ye sab bigad diya meri aakhri wish hai ki tum apni zindagi me khush or safe raho!!!
I AM PROTECTING YOU FROM THE SHADOWS...!
Tumhare bina har pal adhura sa lagta hai... har cheez mein tumhari yaad aa jati hai. Woh lamhe jab hum saath the, woh hansi, woh baatein, sab kuch itna pyara tha. Maine kabhi socha bhi nahi tha ki ek din aisa hoga jab tum door chali jaogi.
Par phir bhi, main chahta hoon ki tum hamesha khush raho... chahe woh khushi mere saath ho ya na ho. Tumhare liye meri dua hamesha rahegi.